Bekhayali mein bhi tera hi khayaal aaye Kyun bichhadna hai zaroori ye sawaal aaye Teri nazdeekiyon ki khushi behisaab thi Hisse mein faasle bhi tere bemisaal aaye Main jo tumhse door hoon Kyun door main rahoon Tera guroor hoon Aa tu faasla mita Tu khwaab sa mila Kyun khwaab tod doon oo... Bekhayali mein bhi tera hi khayaal aaye Kyun judai de gaya tu ye sawal aaye Thoda sa main khafa ho gaya apne aap se Thoda sa tujhpe bhi bewajah hi malaal aaye Hai ye tadpan, hai ye uljhan Kaise jee loon bina tere Meri ab sab se hai annban Bante kyun ye Khuda mere hmm... Ye jo log-baag hain Jungle ki aag hain Kyun aag mein jalun... Ye nakaam pyaar mein Khush hain ye haar mein Inn jaisa kyun banun oo... Raatein dengi bata Neendo me teri hi baat hain Bhoolun kaise tujhe Tu toh khayalo me saath hai Bekhayali mein bhi tera hi khayaal aaye Kyun bichhadna hai zaroori ye sawaal aaye Nazron ke aage har ek manzar Ret ki tarah bikhar raha hai Dard tumhara badan me mer